Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
koi hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
koi hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
w.slam,
main hun paen,ye or bat hai k kabhi nazar nai ai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
wsalam
main hon ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
mera matlab, koi hai? ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jee main ne apna naam change kar ke “koi” rakh lia hai
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Ehsan bhai main ap ko aik sher sunaon ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Lagta hai koi nahin hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Sher mein bhi udhaar maangin gee. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
kis ka hai ye ap ko intezar main hon na…![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
ap ne mujy aisa samjha hoa hai…![]()
acha to sher arz hai…
koi taveez ho rad-e-bala ka
mere pechay mohabat par gai hai
main ne taveez lena hai paisay nai hain udhaar de den ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Mujh per asar nahin ho ga, mein nay taveez likhwa liya hai jisay pehnay kay baad mujh per udhaar mangnay walon ka koi asar nahin hota. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
waisy EB sochen agar hum taveezon ka dhanda start kar den to kitni kamaai hogii na ![]()
inno smile turns into Peerni Innocent Smile wow!
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Jee nahin mein khud hee karun ga aur saray paisay apnay pass rakhoon ga. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
itna lalach acha nai hota
thore se to mujy bhi de den na ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Nah. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
^ not fair ![]()
tohano ini dair bad yaad aaya reply karna…ik adha saal hor ruk jana si ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Intezaar karwanay mein mazaa aata hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
lekin mujy devdas’NI ban’ny ka koi shoq nai intezar main…waisy intezar koi punjabi main kia kehty hain ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Ehsaaaaaan bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii ap phir gayab ho gaye :(
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Ehsaaaaaan bhaiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii ap phir gayab ho gaye :(
Meion yahan buss sirf aap say chup ker betha hoon.