Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
acha tumhara shadow tum se ziada piyara hai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
acha tumhara shadow tum se ziada piyara hai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
![]()
to phir main shopping kab karon???
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Jub chahein ker lein, saath mein meray liye bhi kuch khareed ker ley ayein.
Shukar hai yeh larki apnay paison say shopping ker rahee hai. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
24 saal ke uncle aa gae
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
main to gandi bachi hoon
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
24 saal kay uncle kee kul dental filling howee hai. Mujhey daktaar nahin pasand. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
aap ne har 6 month ke baad apne teeth check karwaney jana tha jo aap bhool gae the ab is mein qasoor u ka hai dr ka nai ![]()
ab kesa feeling ![]()
dr to bohat masoom se hote hain
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
aap aa gae ![]()
mujhe u se baat karni thi koi lekin ab mein bhool gai hoon ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
mein 6 saal baad gaya hoon. Dr masoom nahin evil hotey hain. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
phir u ka apna qasoor hai acha, har 6 month ke baad jana chahyie hota hai
![]()
acha Get well soon uncle ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jiti raho khush raho
![]()
nai main raste main hon
![]()
mai pir wapis chala jaoon ta k u ko baat yaad a jaiye
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Yehi dentist keh rahee thee kay hur 6 month kay baad check kerwaein diabetes kee wajah say.
Thank you jee. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
bagga bund karo. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
wo band nai ho sakta
![]()
aap b start kar dain ![]()
ya pir ham dono ko ban kar dain
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
main dentist nai ban rahi mujhe phir b pata hai ![]()
koi operation waghera kisi ne karwana huwa to mere paas bhej dain
![]()
u r welcome uncle daant saaf hain u ke ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
raaste mein kia kar rahey hain kahin iftaari to nai milney waali
mere liye b le lein ![]()
waapis janey ki no need mujhe yaad aa gea hai mein ne batana tha mein ne thread ko tala laga dia hai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Aap koh ban ker deta hoon. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
mujhe b mujhe b mujhe b ![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
safai aglay mahinay, kul toh sirf filling howee thee.
Aap say operation, tobah, tobah. ![]()