Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
DOn zardari se daarta hai is luye khuch nahi bolay gaa ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
DOn zardari se daarta hai is luye khuch nahi bolay gaa ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
yeah you are right but question is that do we have any right to make r country a homeland???does our leaders let us to make it as v want???
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jaali aks dalta hai…kisi se nai derta ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Nope and I have heard jis tarah ki awam hoti hai usi tarah kaa leader hota hai
And ham sab jo araam ki zindagi mein hian move ho jatay hain so difference kaun paida karey ga jab koi ho ga hi nahi
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Ham ALtaf bhai ke roop mein aaye gaa cheekh cheekh ker bolay gaa ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
![]()
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jiti raho khush raho gandi bachi
iftaar kar li
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jee kar li ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
kitne khaya ar kaya khaya
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
ye daikho aor mood sai kar lo ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
Iftar ker lee hai toh phir bhaan bhaan kiss liye. ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
iftaari main zaida kha liya ho ga ar bhaan bhaaan kar k hazam kar rahi hay
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
salaam yaa maanind-e-ahl-al-quboor! yeh to ab lagtaa hai k ek dead place hai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
jite rahien khush rahien
kese hain aap
aap ko nai pata k ramadan mai . . . ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
u ko yaad kar ke ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
sirf saalan roti pani gajjar ka halwa chai ![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
kitni rotiyaaan aor kitni plates gajjar ka halwa aor kitne cup chai
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
1 roti
2 chamach halwa
half cup chai
![]()
Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)
ye tu sundiyoon ka khana tha u apne b tu bataoo ![]()