Timepass - (Ramzan Mubarak also)

Re: Timepass - (Ramzan Mubarak also)

hahaha…mujhe to faqeer ne uThaayaa…maiN saRak pe so rahaa thaa k ek faqeer en mujh pe safed chaadar Daal ke kafan dafan ke liye paise ikaTThe karne lagaa…maiN to kaRbaRaa ke uTh baiThaa…Ghazab Khudaa kaa! :cb: