Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

Karachi walo soh jao raaat bauhat ho gayee hai aur light nay wapis nahin aana. Subah kallay kallay badal ayein gey.

Re: Timepass - October 2013

Aaap kaun. :hmmm:

Re: Timepass - October 2013

Abhi uthne ka waqt nahi hua kiya:yawn:

Re: Timepass - October 2013

:wsalam: Juma Mubarik

Re: Timepass - October 2013

:salam: kis kis ne “qurbaanii kaa bakraa” Khareed liyaa? :hmmm:

Re: Timepass - October 2013

:wsalam:

abhi kon khareede ga… yahan rishtadaar aa jae to jaga ki kami pad jati hai.. bakre ko kon rakhe ga itne din

Re: Timepass - October 2013

baat to bajaa hai magar Eid ke qareeb kam se kam 50% to qeematoN meN izaafa ho jaayegaa na? usko kisii **“Haiwaan-e-Sadar” **meN Thahraa deN itne dinoN ke liye! :cb:

Re: Timepass - October 2013

Haiwan e Sadar ka naam sun ke hi usse heart attack ho jana hai :cb:

Re: Timepass - October 2013

to bhii to uskii qurbaanii ho jaayegii…advance meN hii! :smiley:

Re: Timepass - October 2013

:salam: utho jago poetry walo, UK koh karachi walon kee nazar lug gayee hai, badal hee badal aur baarish. :chai:

Re: Timepass - October 2013

badra bolay koyal kooke… mehka her aanganhai
log magan hai kaam main apne, sapnon sa jeewan hai
ghar aangan moti bikhrata aaya
aaya sawan aaya

:music:

:wsalam:

Walaikumsalam

Aj darja hararat 39 sy 41 degrees k darmiyan rahy ga :frowning:

Re: Timepass - October 2013

Asalam-o-alikum

Dear All,
We shall be embarking on our journey for Hajj insha-Allah on the morning of 5th Oct 2013. Before I leave, I would like to take this opportunity and beg forgiveness for every deed that I have done knowingly and unknowingly that caused any discomfort or was a reason of hurt feelings. I really truly am sorry. I also forgive every person who has ever been unjust or hurtful to me. May Allah bless us all.

Regards: Imran Afzal

Re: Timepass - October 2013

MashAllah, Allah aap ka hajj qabool karey. Please pray for us as well.

Re: Timepass - October 2013

:wsalam: Allah mubarak kare. duaon main yaad rakhiye ga.

Re: Timepass - October 2013

Tuanu v

hor sunao ki haal chaal e

Re: Timepass - October 2013

:wsalam:

maine nahi kharida

Re: Timepass - October 2013

Mainu te laga c k

tuada ghar wada saara hoye ga
kam az kam 4 5 marle

Kiya aisa nahi hai??

Re: Timepass - October 2013

main pind main nahin rehta :snooty:

Re: Timepass - October 2013

means flat mein:hmmm:

Mujhe to laga tha k pind se aane k baad koi jaga dekh li hogi rehne ko

magar Aap ne to kuch bhi na kiya itne saal
us waqt to jaga v sasti hoti hogi aur waafir bhi

koi 2 3 marle to honge hi??