Re: Timepass - October 2013
![]()
wohi jo di thi dekh k off kar di
idea hogaya itna hi kaafi hai
Bas jo time likha ho
ik bahana ban’na hota hai Hum insaano k waaste
Yun achanak bhi nahi hota
maybe pehle se liver kamzor ho aur resistance k nateeje mein kharab hua ho
kiyon k aksar aisa hota
log jo kaam karen us se un ko faaida
aur Humein nuqsaan hota hai
Oh te Mainu v pata c
jaise k cigarette ka pata hai k injurious to health
aur Us ka pack cheenkh cheenkh k bolta bhi hai k"cancer cancer"
but phir Mujhe feel hua k jis tarah yeh glass(blackwater) wala peela ho raha hai
Usi tarah daant bhi peele ho rahe hain
to chhor di
ab jab kabhi koi dost saath ho bas