Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

intizaar ke ik ik pal kaa badla luuNgaa
yeh na samajhnaa aaj bhii aise jaane duuNgaa
jitnaa sataayaa pahle uskaa Hisaab do
aNkhiyoN meN aNkhiyaaN Daal ke jawaab do!!!
:stuck_out_tongue: