Re: Timepass - October 2013
wo keh rahy hain pakistani cinema apny pairun py khara ho raha hy or agar aisa ho gaya to pakistan me indian movies ka dewalia nikal jaye ga.Me ny suna hy pori movie me india ka naam bhe nahi liya gaya(don’t know if it’s true)