Re: Timepass - October 2013
vo 'aam logoN ke liye magar istiKhaara karne waaloN ko istiKhaare kii hamah waqt fikr rahtii hai k istiKhaare ke zar’iiye kaise unkii dili kii baat qubool ho jaaye, bhale unke Haq meN bahtar ho na na bahtar ho…goyaa Allah ko istiKhaara kar ke majboor karnaa chaahte haiN, nauuzobillah!