Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

ye to peeche bethne wale hi bata sakte hain :wink:

waise ye sab logon sabr o shukr pe depend karta hai.. kuch log bike ke peeche beth ke bhi pur-sakoon hote hain aur kuch log jumbo jet ke first class main bhi be-sakoon