Re: Timepass - October 2013
It depends ke aap cheezon ko kis tarah handle karte h.. kabhi kabhar insaan kuch karte huwe 100 dafa sochta hai.. himmat nahin juta pata.. aur kabhi kabhar kar guzarne ki dhun main sab kuch kar guzarne main waqt nahin lagta…