Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

Aap ne to role mein paa diya hai

Haan woh to hai
magar compatibilities paida bhi to ki ja sakti hain

waise bhi compatibility kabhi 100% ho bhi nahi sakti

Kuch Hum samjhein kuch tum samjho
aao isi tarah se zindagi guzaar lein

when no one is perfect then why people keep talking about compatibilities

achai aur burai kabhi alehda to nahi ho sakti

har insaan mein kuch achai ho to kuch burai bhi hoti hai