Re: Timepass - October 2013
are bata to diya
theek hai karwa do
pata zaroor dena Mujhe Unka
bechare gosht k intizaar mein nidhaal ho rahe honge:hmmm:
bhare huye straw bole to beeri:hmmm:
waise Aap bhi apna dimag use karen k
agar straw bhare huye ho sakte hain to
juice bhi koi aam to na hoga
ho sakta hai k “juice” koi codeword ho kisi special cheez k liye:wink:
drug racket:eek:
najane aur bhi kiya kuch:hmmm:
sawal to sirf mathematics k bure hote hain I guess:p
itne bewaqoof log bhi hain yahan:hmmm:
Kahan woh aur kahan Aap:disgust:
ab poochne lage k Aap konsi Microbe hain to??