Timepass - October 2013

Re: Timepass - October 2013

India meN taaoo Hindu log kahte haiN jab k Muslims taayaa kahte haiN…aisaa kiuN? :hmmm:

isii taraH mausaa Hindu log kahte haiN aur Muslims maamooN, isii taraH Khaalaa ko vo log mausiii kahte haiN…strangely, mausaa maamuuN aur Khaaloo donoN ko kahte haiN.