Re: Timepass - October 2012
to every body
Re: Timepass - October 2012
to every body
Re: Timepass - October 2012
warehmatullah hi wa Barakatu hu, Al Jannat ul Halal hu wal Dozak hul Haramu
Re: Timepass - October 2012
itnii chhoTii sii du’aa… kahiiN lag hii na jaaye! ![]()
maiN ne to ise kuchh yuN sunaa hai: dozaKh-ul-Haraam o jannat-ul-maqaam ![]()
Re: Timepass - October 2012
Koi cheez do tu phir pori do, warna na do ![]()
Re: Timepass - October 2012
Halal hogi tu jannat mein muqam banay ga.
Re: Timepass - October 2012
donon hi theek hain
Re: Timepass - October 2012
dono ghalat hain jahan tk main ne suna, es baray main hadith ma aik waqia bhi ha jiska mafhoom kuch youn ha. Aik shaks ne Ap (s.a.w) k samnay aisay hi salam ka jawab dia. To Ap (s.a.w) ne man'a farmaya, k ap kesay kisi pe janat halal aur dozkh haram kr sktay ho, ye to Allah hi janta ha.

Ap kisi ko dua day rahay ho, jis tarhan salam ka matlab hai, TUM PAR SLAMTI HO ye bhi aik dua hai isi tarhan ap unhain jannat ki dua day rahay ho, meray ustad e muhtaram Alim e din is tarhan ka salam aksar kartay thay
Re: Timepass - October 2012
if u r sure k yeh hadees hai to Allah hamein muaf farmaey lailmi mein aisi baat ho gye:ast:
Re: Timepass - October 2012
kaise mizaaj haiN?
Re: Timepass - October 2012
aap sunaein aap ka kya haal hai
laikin plz asaan urdu mein
Re: Timepass - October 2012
Ap kisi ko dua day rahay ho, jis tarhan salam ka matlab hai, TUM PAR SLAMTI HO ye bhi aik dua hai isi tarhan ap unhain jannat ki dua day rahay ho, meray ustad e muhtaram Alim e din is tarhan ka salam aksar kartay thay
"Allah apko dozakh se bachaye" aur "ap pr dozakh haram ho" dono ma boht farq. Agr ap munasib samjhtay hn to istemal kren.
Re: Timepass - October 2012
aapkii ID se to nahiiN lagtaa k aapko Urdu samajhne meN koii mushkil hogii
…taraash is quite poetic
hai na? sang-taraash kiuN nahiiN rakkhaa? ![]()
Re: Timepass - October 2012
sang tarash rakh leta phir dar gya k koe utha k wohi sang mere sar mein na de mare
Re: Timepass - October 2012
kkf, poetry forum ma kam hi nazar atay hain ap
Re: Timepass - October 2012
sang tarash rakh leta phir dar gya k koe utha k wohi sang mere sar mein na de mare
hahaha...gul-taraash rakh lete to ziyaada se ziyaada log yeh she'r hii paRh dete:
gul phaiNke haiN auroN kii taraf bal k samar bhii
ai Khaana_bar_andaaz-e-chaman, kuchh to idhar bhii! :D
Re: Timepass - October 2012
kkf, poetry forum ma kam hi nazar atay hain ap
kia karuuN mujhe kuchh is forum se gile the aur haiN jise maiN ne zaahir bhii kiyaa magar shaayad baar-e-gosh ho sakaa...Khair...jab dil kartaa hai aur jab mauq'a miltaa hai zaroor Haazir hotaa huN. sorry!
Re: Timepass - October 2012
hahaha...gul-taraash rakh lete to ziyaada se ziyaada log yeh she'r hii paRh dete:
gul phaiNke haiN auroN kii taraf bal k samar bhii ai Khaana_bar_andaaz-e-chaman, kuchh to idhar bhii! :D
yeh bhi socha tha laikin phir gul e gobhi se dar gya
Re: Timepass - October 2012
glay kia han, mujhe bta den main ne btata kisi ko :p. Koshash kren gy k hamari awaz suni jaye
Re: Timepass - October 2012
yahan jo bhi baat ho likh k ho gi