Re: Timepass - October 2012
fil waqt ki baat ker raha hun bhai....:D
Re: Timepass - October 2012
fil waqt ki baat ker raha hun bhai....:D
Re: Timepass - October 2012
Haan to
Koi bhi nahi khaya:nahi:
Haan Tariq road is good.
Re: Timepass - October 2012
Haan to
Koi bhi nahi khaya:nahi:
kiyun baby shakahaari hai?
Re: Timepass - October 2012
muqawweee bhai unn art films me se kaunsi dekhi apne?
Timepass - October 2012
I'm driving now :p
Re: Timepass - October 2012
show off zeada hy:(
haan ab to qurbani bhi show-off hai
Timepass - October 2012
I took a pic
Re: Timepass - October 2012
muqawweee bhai unn art films me se kaunsi dekhi apne?
laya to dus tha.. abhi ek hi dekhi hai.. Rui ka bojh.. amazing acting by Pankaj Kapoor.. aap ne dekhi hai?
Re: Timepass - October 2012
I'm driving now :p
oont gaaRi?
Re: Timepass - October 2012
magar jahan prosperity zyada hoti hain wanha show off zyada hota hai…
hamare yahan jo hindu amir hai unme show off zyada hota hai…
mere gaon ke qareeb ek shakhsne apni beti ki shadi me 5 lakh rs. ka water proof tent lagwaya…magar uss din barsat hi nahi ayi:omg:
Re: Timepass - October 2012
laya to dus tha.. abhi ek hi dekhi hai.. Rui ka bojh.. amazing acting by Pankaj Kapoor.. aap ne dekhi hai?
nahi maine to iss ka naam tak nahi suna tha....:(
waise katha dekhiyega its a comedy movie.............:D
Re: Timepass - October 2012
kiyun baby shakahaari hai?
Mutton aur beef dono pasand nahi
Timepass - October 2012
Kahan hain Sab , I'm at light :p
Timepass - October 2012
Kitni posts howi hain muje to kuch samjh nahi aa raha
Re: Timepass - October 2012
nahi maine to iss ka naam tak nahi suna tha....:(
waise katha dekhiyega its a comedy movie.............:D
Katha bhi laya hoon.. weekend pe dekhoonga.... waise aap 'Roi ka bojh' dekhiye ga.. ye raha link
Re: Timepass - October 2012
Mutton aur beef dono pasand nahi
kiyun aap ko bakri aur bhens ne takkar maar di thi bachpan main
Re: Timepass - October 2012
magar jahan prosperity zyada hoti hain wanha show off zyada hota hai…
hamare yahan jo hindu amir hai unme show off zyada hota hai…
mere gaon ke qareeb ek shakhsne apni beti ki shadi me 5 lakh rs. ka water proof tent lagwaya…magar uss din barsat hi nahi ayi:omg:
5 lakh ki to hamari haan movie bunti hai.. ghareeb logon aur mehnat karo ![]()