Re: Timepass - October 2012
Allah Hafiz, duwaon main yaad rakhan.
Re: Timepass - October 2012
Allah Hafiz, duwaon main yaad rakhan.
Re: Timepass - October 2012
chalen to phir Theek hai…yeh va’da rahaa! ![]()
Re: Timepass - October 2012
Jiaaaa ja rahi ho??
Re: Timepass - October 2012
haan jee wada wada
Re: Timepass - October 2012
aur kia ho rahaa hai? kabhii bhai saaHab [ur hubby] ne aapko apnaa koii gaanaa shaanaa sunaayaa? ![]()
Re: Timepass - October 2012
Kiyaaaaaa sweet married haib
Re: Timepass - October 2012
nahi unho ne to kabhi nahi sunaya ![]()
Re: Timepass - October 2012
haan ![]()
Re: Timepass - October 2012
achchhaa…kia kabhii farmaa’ish nahiiN kii? aaj kar ke dekh leN! ![]()
kia maiN ne Ghalatii se GS pe yeh aapkaa raaz faash kar diyaa?
sholly! ![]()
Re: Timepass - October 2012
nnahi farmayish bhi nahi ki
nahi koi raaz nahi is mai esi kia baat hai ![]()
Re: Timepass - October 2012
chaleN to phir Theek hai…to aaj farmaa’ish kar rahii haiN na? un se kahen k GS ke member ban jaayeN aur GS Voice Gallery meN apne gaaye huye gaane post kareN…agar aapne aisa kar dikhaayaa to ham aapko ek e-loTaa in’aam meN deNge! ![]()
Re: Timepass - October 2012
ye lota to app hi rakhein
mai unhe kahongi ke k gs per ajain lekin un k paas time nahi hota :halo:
Re: Timepass - October 2012
mujhe loTe se koii vaasta nahiiN…vuzuu maiN direct nalke se kartaa huN ![]()
unke paas time nahiiN to aap apnaa time unko de deN…aaKhir biwi miyaan k kaam nahiiN aayegii to kaun aayegaa? ![]()
Re: Timepass - October 2012
![]()
Re: Timepass - October 2012
haan jee unka time bas mere lye hota hai ![]()
Re: Timepass - October 2012
![]()
Re: Timepass - October 2012
aaaaaaaaaaawwwwwww…nihaayat shareef insaan haiN, maashaa Allah…MERI tarah! ![]()
Re: Timepass - October 2012
Koi song suna raha tha Kia idhar ? ![]()
Re: Timepass - October 2012
bas dekh lein:blush:
Re: Timepass - October 2012
khalil sb suna rahe the ![]()