Timepass - October 2012

Re: Timepass - October 2012

lo ji, Kinzz kii ‘indirectly’ Bisti Kharaab kar dii u ne…:cb: :wink:

haN, Muqwee Bhai jawaab deN…ab koi bahaana na banaaiyegaa…Kinzz saaf-go haiN! :cb:

merii Hasrat hai k maiN phir teraa gaanaa sunuuN! ek baar to sun chukaa huN…:wink:

yeh bhii ek tareeqa hai ‘bisti’ Kharaab karne kaa lol :rotfl:

haN…Kinzz apnii ek misaal haiN bas…ya’nii…apnaa hii ek ‘namoona’ :wink: :smiley: