Timepass - October 2012

Re: Timepass - October 2012

aaaaaaaaaaaaaaawwwwwwwwwww chaleN shukr adaa kareN k aapke kaan aur aap Khud saath Khairiyat ke ‘square one’ pe aa gaye…do din eid ke ba’d ab phir 10 din moHarram ke aane waale haiN…kahte ahiN k Khushii ko bharpoor enjoy karnaa chaahiye kiuN k uskii ta’daad kam hai…ya’nii sirf do din hii Eid ke haiN :slight_smile: kuchh logoN ne ab ek teesrii eid bhii iijaad kar li hai magar that’s another story! :slight_smile: