Timepass - October 2012

Re: Timepass - October 2012

welcome back janaab…kaisi rahii eid? kaisa rahaa safar ‘MUSIC WALI BUS’ meN? lol…aajkal to gosht ke naam se hii tabii’at Kharaab hone lagii hai na? :cb: