Timepass - October 2012

Re: Timepass - October 2012

yeh FaKhri aunTy kaun haiN? :hmmm: kia Kinzz moTii haiN? haaaaye o Rabba! :smiley:

nahiiN? are tum to aise cheeKh rahii ho jaise film Laila MajnuuN meN Ranjeetaa cheeKhii thii nikaah na qooboolne par :rotfl: