Timepass - October 2012

Re: Timepass - October 2012

Mera naam fozia nahi hai, Maine inko kaha ke mera nam F se hai to ab kabhi yeh Fozia kehte hain kabhi farzana :frowning:

Wese Mai soch rahi hoo ghalti se inho ne real name ka tukka lagaya to Kesey react Karoo :smiley: