Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Aur Maangay Key Kitaab Bhi wapus Karnay Kay Qai’l NaheeN Hoongaiy Aap ![]()

waah kiya khoob kahi
woh Haq Parast bhi to ho sakta hai:sadiyah:
Restored attachments:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
kaali shawar, thanda gosht, dhuwan aur khol do paRh kar sawab e daaren hasil karna ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
zer o bum Kiya:5:
sufaaid ya laal??
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
wo sirf apne pet ka haq dekhte hain..

abhi kachi umar hai aap ki.. KKF ki umr tak puhnchne tak lag pata jawe ga.
donon. laal aur safaid.

aakhri dafa Aap ne inka sangam kab dekha tha??![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
zaahir hai…ab rivaayat to barqaraar rakhnii hii paRegii…hai na? ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
wo sirf apne pet ka haq dekhte hain..
Haq to sirf apna hi mil jaaye kaafi hai(aajkal k daur mein):@:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
MaiN Bhi Rawayaat Barqrar RakhooN Ga Aur NaheeN DooN Ga Parhnay Kay Liye ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
jab Meera ne nakaam koshish ki thi siyasat main aane ki ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Tauba karo miyan
itna intizaar Hum se na hoga
koi darmiyaani raasta nikaaliye
abhi kachi umar hai aap ki.. KKF ki umr tak puhnchne tak lag pata jawe ga.
donon. laal aur safaid.
laal to agle din 60 rupee baich rahe thay mazde mein
sufaaid ka maloom nahi
aaj raat ko bata dein ge
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
goya agar woh aa jaati to siyasat mein sharafat phail jaati:hmmm:
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Tauba karo miyan
itna intizaar Hum se na hoga
koi darmiyaani raasta nikaaliye
laal to agle din 60 rupee baich rahe thay mazde mein
sufaaid ka maloom nahi
aaj raat ko bata dein ge
laal sahi wale wale? 60 main? yahan to 100-150 se kam nahin milte
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
shar aur aafat donon hi…
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
iskaa matlab yeh huaa k aap 'ilm o funoon kii Husoolyaabii ko faroGh nahiiN denaa chaahte haiN…moHalle ke na-Khowaandah log aapke Khilaaf ‘dharna’ de deNge. ![]()
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
laal sahi wale wale? 60 main? yahan to 100-150 se kam nahin milte
Maine qareeb ja k nahi dekha
aaj sahi waalon k rate pata kar laaon ga
konse sufaaid ya qandhaari??
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
shar aur aafat donon hi...
woh to ab bhi hai
koi nai baat kahan hai us mein??
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Maine qareeb ja k nahi dekha
aaj sahi waalon k rate pata kar laaon ga
konse sufaaid ya qandhaari??
qandahri jo ik kilo main 2 tulte hain
woh to ab bhi hai
koi nai baat kahan hai us mein??
waise aap apne ilaqe ke kisi sharafat ke daawedar sayasatdaan ka naam bataiye
Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
iskaa matlab yeh huaa k aap 'ilm o funoon kii Husoolyaabii ko faroGh nahiiN denaa chaahte haiN...moHalle ke na-Khowaandah log aapke Khilaaf 'dharna' de deNge. :p
Libraray Hay Hamaray Muhallay MaiN WahaN Say Ja Kar Hasil KaraiN MaiN Apni Books kissi ko Dainay Ka Qail NaheeN Khas Tou Par Jo Wapu Nah DaiN