Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Sidday fire kerde paye o :cryb:
btw second poetry wali last 2 lines to ab yahan aam boli jaati hain, iska bhi mash’hoor waqiya hai, achay se yaad nahi ghaliban koi incident hua tha, I’ll ask my dad..
Albata, Munir sahab aaj zinda hote to noon ko hi supp… … ![]()
wa alaikum salaam, kese hain aap ??
Kya aap bhi shairi ya khat o kitabat ka shoq rakhte hain ??? Anything u wanna share that’s special???