Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
yeh hawaai aDDa nahi hai
haath hilaana band kijiye
aur rahi baat dekhne na dekhne ki to
Humre paas microscope naa hai aur naa hi telescope
to muaazrat qubool kijiye
aur ek baat bata dein BGL to waise bhi kisi ko nazar nahi aati
ab jab k sab baatein waazih ho chuki hain
to bataiye k kiya haal chaal hain Aap k??