Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
theak hy…dihaan sy kaam kiya karo or waqfay waqfay sy nazar test bhi krwa liya karo..![]()
ji…bohat ziyada yaqeen hy, jawaz suna`ny k liya makhsos kaan hoty hy…![]()
Ye shair to suna/paRha hi hoga…
**Kaash Sout-O-Sada mein aysa taal-mail ho jaay.. Main Us ko Pukaron to Usi ko sunae day…![]()
**
Log jo ghaib ho gaay hyn GS sy…![]()
is liya Guzar hi hota hy…![]()