Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Ji kiya karen
dekhna parta hai warna kiya maloom kab kiya ho jaaye
itna yaqeen hai:hmmm:
Hum to nahi sune hain jawab
guzar kiyon rahe thay??
kiya kisi chhokri se milne ka qasd tha
agar tha to jaldi jaao miyan
kahin Humein haspitaal se na guzrna paRe:crying: