Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Sharjah Match Kay Baray maiN MaiN Buhat Fikarmand hooN
MaiN Nay Series Kay Start maiN Apnay Khadshaat Say Agah Kar Dia Tha
Buhat Buri Pitch Hay aor Vettori kaheeN Chalay Nah Chalay Pakistan kay Khilaaf Nah Chal Jay