Re: Timepass November 2014 (Iqbal ka maheena)
Hum Iss He Liye Kum Kum Post Par Rahey HaiN Ta Kah Jiia Key Kammi Mahsoos Hoti Rahy ![]()
Dedicate to @jiia;
UnhaiN Pukaro Jo Kho Gaiy HaiN Uddaas Maazi Kay JangalooN MaiN
Ujaar SochooN MaiN Rang Bhalo, Gai RutooN ka Hisab Kar Lo