Timepass - November 2013

Re: Timepass - November 2013

jab ham vahan thy pehly
me usko kehti thi dekho dekho dekho…………..:cb:
orr ham dono mil k hanste hoty thy :omg:

Re: Timepass - November 2013

kia dekho? :5:

Re: Timepass - November 2013

unki harkten orr kia :mad:

Re: Timepass - November 2013

https://scontent-b-ord.xx.fbcdn.net/hphotos-frc3/1456525_495883530524373_951692278_n.jpg

Like = Agree
comment = ?

Re: Timepass - November 2013

ap mafi se kia samjty ho
us bande k sath phir se vesa hi hojan?

Re: Timepass - November 2013

Tiger…

Re: Timepass - November 2013

:salam: utho jago poetry walo, UK mein suraj nikla howa hai. :chai:

Aaj 3000 karney hain. :emmy:

Re: Timepass - November 2013

:wsalam: jo bole wo kundi khole… kitne reh gaye hain 3000 main ab… 172

come on UK walo. you can do it :cheer:

Re: Timepass - November 2013

Muqwee, u r NOT watching the game? :o

Re: Timepass - November 2013

which game?

Re: Timepass - November 2013

Pak vs S. Africa cricket match aur kaun sa! :)

Re: Timepass - November 2013

raat main headlines main result pata chal hi jae ga :cobra:

Re: Timepass - November 2013

dekhne kaa apnaa mazaa hai…vaise hii jaise aam kii tasveer dekhnr aur khaane meN hai! :stuck_out_tongue:

Re: Timepass - November 2013

kuch cheezen door se hi dekhi jae to acha hai.. jaise cricket match... jaise Mujra :p

Re: Timepass - November 2013


lol...vaise, mujra kaa kaisa maza hotaa hai? ;)

Re: Timepass - November 2013

babwa aap ne kabhi Umrao jaan main ‘inn aankhon ki masti ke’ rewind kar kar ke nahin dekha kia? :wink:

Re: Timepass - November 2013

maiN to real waale mujre kii baat kar rahaa thaa, baaboo ji! :smiley:

Re: Timepass - November 2013

aap wahan bhi gaye huwe hain :eek:

Re: Timepass - November 2013

Susat log. :emmy:

Re: Timepass - November 2013

160 more :cheer: Lage raho UK walo :cobra: