Timepass - November 2013

Re: Timepass - November 2013

Mujhe to khud nahi pakane aate

ek dafa pakaye thay

ghee hi ghee tha aur chawal hi chawal
masale sahi miqdaar mein na thay

ab deg pakani hai kiya??:hmmm: