Re: Timepass - November 2013
chhoR diyaa! ![]()
faKhta muannas hai…iskaa muzakkar nahiiN pataa…aapko ma’loom hai? vaise, faaKhta muzakkar honaa chaahiye aur faaKhtii muannas:
**
faaKhta uRaa
faaKhtii uRii?** ![]()
magar, afsos k faaKhtii koii lafz nahiiN, haaN albatta faaKhtaii ek rang hotaa hai…medium greyish. ![]()