Timepass - November 2012

Re: Timepass - November 2012

aaya tha esi liay aap k hisse k bhi kha liay :zobo:

Re: Timepass - November 2012

baRii mehrbaanii kii…abhii peT meN dard to nahiiN ho rahaa? :cb:

Re: Timepass - November 2012

nahi:cb: khae :smiley:

Re: Timepass - November 2012

:salam:

Kaise hain sab???

Re: Timepass - November 2012

Jiiiiaaaaaa

Re: Timepass - November 2012

kahan thy sab k sab:naraz:

Re: Timepass - November 2012

Walaikum asalam asif kese ho

Re: Timepass - November 2012

Mai tou yehi hoo :naraz:

Re: Timepass - November 2012

Main theek hoon

Aap sunain

Re: Timepass - November 2012

:teary1: mujy aap dono se baat nahi kerna

Re: Timepass - November 2012

Mai bhi theek :p Apke lala ji Ki tabiyat kharab hai.

Re: Timepass - November 2012

Kiya:hayaa:

Kinzz = bhoot:eek:

Re: Timepass - November 2012

kyu :naak:

Re: Timepass - November 2012

Good news

Lekin Kiyon:5:

Re: Timepass - November 2012

kab se bula rahi hun

Re: Timepass - November 2012

Bhoot kese :snooty:

Re: Timepass - November 2012

Muje tou abhi sunaii dia .:blush:

Re: Timepass - November 2012

Zaban kiyon bahir nikali hui hai
mirchain lag rahi hain kiya:hmmm:

Kiya hua Lala ji ko???

GS ki churailon ka saaya to nahi:x2:

Re: Timepass - November 2012

:salam: kia maiN andar aa saktaa huN is gosha-e-“waqt_guzaarii” meN? :frowning:

Re: Timepass - November 2012

Aap yahi hain aur Jiia ko nazar nahi aa rahin

Hai na shocking