Timepass - November 2012

Re: Timepass - November 2012

Walaikum asalam muqaw

How is everyone? And where is LP and Jiaaa

Re: Timepass - November 2012


aaj aazmaaish kaa din hai na k kisse musalmaanoN ko piTvaayeN...Obama OR Romney...mere liye to vo donoN ek hii haiN aur unkaa naam hai OBOMONEY! :D


jawaab oopar munDii uThaa ke dekh leN :D my reply to KinzzAAA! :)

Re: Timepass - November 2012

:wsalam:

Abhi tuk 1500 nahin howey. :nahi:

Re: Timepass - November 2012

Elections last day is tomm.

Re: Timepass - November 2012

Mai ja rahi hoo :emmy:

Re: Timepass - November 2012

KKF I’m Not kinzA :snooty:

Re: Timepass - November 2012


han, par decide to aapko aaj hii karnaa hai k kal kiske sar sehraa baandhaa jaaye! :)

Re: Timepass - November 2012

LP to abhi yahi thi.. jiia cam 2-3 hours ago.. abhi wapis aae gi

Re: Timepass - November 2012

Good. :smiley:

Re: Timepass - November 2012

Hain? Jiaaa aae thee..shayed jaldi Mai hogi warna Pm zaror kar ke jati hai :D

Re: Timepass - November 2012

Mai waqaee chali jaoo gi :(

Re: Timepass - November 2012

Aaap wahee hain joh kul keh rahee thee kay aap kay pass forum hai. :rotfl:

Re: Timepass - November 2012

:emmy:

Theek hai agar yahan mojud sab log Kahe ge ke chali jao to waqaee chali jaoo gi :naak:

Puche app sab se :snooty:

Re: Timepass - November 2012

Sub nay mujhey PM behja hai kay aap say kahoon kay chalee jayein aur election kay baad ayein. :hehe:

Re: Timepass - November 2012

Sab idhar samne akay bolen :snooty:

LP muqaw? Ehsan uncle Bol rahey hain ke jao :frowning:

Re: Timepass - November 2012

Dekha woh log aab chup rahey hain.

Re: Timepass - November 2012

Mera vote majority ki taraf hoga

Re: Timepass - November 2012

Abhi bulati hoo dono ko :mad:

Re: Timepass - November 2012

Apna vote apne pas rakhen :emmy:

Re: Timepass - November 2012

vote dena har shehri ka bunyadi haq hai, ap mujhay is say nahi rok saktien :smokin: