Timepass - November 2012

Re: Timepass - November 2012

ahaaN…ham log Chicago se ziyaada qreeb haiN to ThanD yahaN ziyaada honii chaahiye…lagtaa hai tumhaarii taraf ThanD choolha band hone kii vajah se hogiii…chholhaa garam karo yaa bhaaR jhoNko!

log aksar kahte haiN k ‘bhaar meN jaao’ … kia kisii ko pataa hai k dar asl ‘bhaaR’ hotaa kia hai? :smiley:

phir vo raat din ke chakkar yaa phir vohii din raat kaa chakkar?

maiN Theek alHamdolillah…apnii sunaao! :slight_smile: