Re: Timepass - November 2012
yeh baat tum Kinzz se poochho vo bataayeNgii k iskaa matlab kia hotaa hai. ![]()
haN na, maiN jab GS pe kuchh type karta huN to meraa seedhaa haath **“Geetaa” **pe hotaa hai aur zabaan se kahtaa huN:
**“maiN “Geetaa Darling” kii qasam khaa kar kahtaa huN k maiN jo kuchh bhii kahuuNgaa sach kahuuNgaa aur sach ke sivaa kuchh nahiiN kahuuNgaa!” **
![]()