Re: Timepass - November 2012
aaaaaaaaaaawwwwwwwwwwww achchhaa…ab kaam ke liye to jaanaa hii paRtaa hai…agar mujhe kaam paR gayaa to maiN apni shaadi pe bhii nahiiN jaauuNgaa ![]()
tum ab mazaaq mazaaq meN Jiia bantii jaa rahii ho…ek sii writing ho gaii!
vaise, tum kia Jiia kii personal secretary ho k unke ek ek pal kii tumko Khabar rahtii hai? ![]()