Timepass - November 2012

Re: Timepass - November 2012

aaaaaaaaaawwwwwwww to aap aaraam farmaayeN aur waqfa ba waqfa sharbat e ba-nafsha aur joshanda kii chuskiyaan leN…iA jald Theek ho jaayegaa.