Re: Timepass March 2015
yahaN kiya chal raha hai
Re: Timepass March 2015
yahaN kiya chal raha hai
Re: Timepass March 2015
![]()
Re: Timepass March 2015
aap ko kiya hou gaya khalaa…
Re: Timepass March 2015
ese kese roa:bailan: khai beger so jaty thy khala se ![]()
Re: Timepass March 2015
masroof loag hain ![]()
Re: Timepass March 2015
Oh acha acha.. wo to id k baray main likha tha ![]()
Re: Timepass March 2015
acha to es me kia prob
chalen phir se
coughing,,,,
ap chalty phirty kia kkerty hein
Re: Timepass March 2015
9 bajy sony waly bachy ![]()
chai k cup me zenex to nhai hoti
pete sath ser nechy…
Re: Timepass March 2015
jealous loag ![]()
Re: Timepass March 2015
hamar koe intrest nhai ser nechy kerne me
ap hi expert bany ![]()
Re: Timepass March 2015
![]()
to GS.
Poetry mai dilchaspi hai?
Re: Timepass March 2015
Thank you LP ![]()
Ji haan hay. pehlay karta bhi raha hoon poetry. aql aanay k baad, yani ye maloom honay k baad chor di k boht he bay sar o pa poetry karta hoon.. ab sirf parhnay aur lutf uthanay ki had tak dilchaspi hay.. ![]()
Re: Timepass March 2015
Thank you LP :)
Ji haan hay. pehlay karta bhi raha hoon poetry. aql aanay k baad, yani ye maloom honay k baad chor di k boht he bay sar o pa poetry karta hoon.. ab sirf parhnay aur lutf uthanay ki had tak dilchaspi hay.. :)
Arey wah. Apna likha share karain yahan kabhi.
Shoara e gupshup mai
Re: Timepass March 2015
Thank you LP :)
Ji haan hay. pehlay karta bhi raha hoon poetry. aql aanay k baad, yani ye maloom honay k baad chor di k boht he bay sar o pa poetry karta hoon.. ab sirf parhnay aur lutf uthanay ki had tak dilchaspi hay.. :)
Arey wah. Apna likha share karain yahan kabhi.
Shoara e gupshup mai
Re: Timepass March 2015
ji zaroor.. bas shart ye hay k ziada mazaq na uraae koi.. khair uraa bhi lia to koi masla nahi hay.. ![]()
Re: Timepass March 2015
Koe baat nai… Koe nai hanseyga… Ham sab aik he thali k chatte batte hain ![]()
Re: Timepass March 2015
Koe baat nai… Koe nai hanseyga… Ham sab aik he thali k chatte batte hain ![]()
Re: Timepass March 2015
acha acha phir to theek hay… wesay mujhay hansi say ziada logon ko rona aanay ka dar hota hay.. jo parhta hay us ki aankhon main ye soch kar aansoo aa jaatay hain k poetry par itna bura waqt bhi aana tha.. ![]()
Re: Timepass March 2015
Roney se ankh k safaye ho jayegi ![]()
Re: Timepass March 2015
Roney se ankh k safaye ho jayegi ![]()