Timepass March 2015

Re: Timepass March 2015

aray aray. hum to paida he Pakistan main hoe aur insha Allah marain gay bhi yaheen. aam taur par machar hamain ziada tang nahi kartay. aaj jaanay kion deewanay hogae hain :disgust: