Timepass March 2015

Re: Timepass March 2015

south africa ki hee ujri hay na…alhamdulilah pakistan nahi hara warna hamare emotional awam hamare bechari cricket team ki dunya ujar deti…Allah samjh or aqal ata kary ameen kay fatah sirf Allah ki taraf sey hoti hay or haar bhi..