Re: Timepass March 2015
naa jee naa, I hate rain… Sab geela geela hojata hai aur keechar hi keechar Pakistan ki roads per
pata nahi log kyun pasand kerte hain barish ko..
Jee bachpan me aik dafa phisla tha to bohat bari choat lag gai thi, 6 stitches lage thay..