Re: Timepass March 2015
**Aadatain hi to yeh le doobi humy o yaara
Nagzrain jhuki main bhi to hota guzaara
Dekh dekh yeh haseen chehry lagta nahi man
Zindagi ban gai hai na jany kion ek sharaara
Nahi this justujo-e-muhabbat kuch arsa pehly tak
Jabsy dekha wo chera jewan badal gya humaara**
- StrangeWorld