Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

main itni dair se aap logon ki posts dekh raha tha
aik ghalto common hai
hoga ya hogi
yeh alaihda alaihda lafz hain
ho ga
ho gi
jab aakhri lafz ho ga to next gaaf/alif hona chahey
na hey/alif