Re: Timepass - March 2014
aqal ko haath maara to baal gir jaain ge:D
shama = mombatti U fool
Baba ji se zubaan larate ho:mad:
Haan
kiya pata kab kahan se koi nikal aaye:smokin2:
agar yeh ache nahi to fir ache dekhe hi nahi tussi
tauba karo saahib
Aap k cell kamzor ho gae hain
ek hi rat laga rakhi hai
Haan
to Maine kaunsa Un k haath pakar rakhe