Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

:eek:…O baba ji Aqal no haath maaro…:smack2:
Itni baRi cheez Piyalay mein kysay aa`ay gi…?:hmmm:
Kisi waddi cheez da naa daso…

:hmmm:…Dushmano mein ezafa…?
Achay Lachchan nhi Miyan:5:

4 aik saath krna kaarnama hi nhi Aapki Nazar mein…?:eek: :hayaa:

Bachaon ki to khailnay do…:slight_smile: