Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

comment from the judges

1.aap k gany me koi cheez missing the, awaz aap ki sureli the aap ny sur nahi chory laikn koi cheez missing the.
2.Maza nahi aya.
3.Aap ki aik 2 jagah miss hui aap ko khud bhe pta hy kahan kahan miss hui, aap ko pta hy me kia kaeh rahi hun.
4.Upar k notes aap ny bohat achy gaye or laikn neechy k notes miss hue aap sy.
5.Aap ny is song ko feel kr k nahi gaya :bummer: