Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

:alhamd: sab theek hai

khushab mein boht kam jaga hain jahan ka pani meetha hai,warna na qabl e istemal

babar kabhi bhi khushab nahin aya
babar ki kitab tuzkh e babri mein khushab aur bhera ka zikr hai,its mean khushab ka yeh naam pehly se hai