Re: Timepass - March 2014
din main 2 ghante to ghar pe bhi sahi chal jata hai… kal to boht slow tha… boht hi slow.. khair aaj maine deadline di hai. Kal main ICAP-PTCL coordinator ko email kardunga with CC to ICAP staff.
yahan bhi siyapa hi hai.. lekin ghar ke muqable main kuch behtar hai. mujhe lag raha hai, they have shared users.