Timepass - March 2014

Re: Timepass - March 2014

konsy bary log? :hehe:
line man bechary ka bhe koi qasoor nahi wo kehta hy ye log hume kaam krny k liye saman bhe nahi dety na he bike me petrol dalwaty hain sara kharcha hum khud karen or hum ko har jagah bhej dety hain upar sy koi 25-30 saal pehly ki lines dali hain laikn maintenance work zero jis ki wajah sy ab problems a rahi hain or koi action nahi ly raha or bhe pta nahi kia stories suna raha tha meri to smjh nahi aya.Hum ny aik pole sy dosry pole py connection transfer krwaya tha isi wajah sy